Tuesday, February 26, 2013

Meri aankhain khareedo gay Bohat majbur halt main Mujhay neelaam krni heinn Koi mujh say naqad ley ley Main thoray daam ley loun ga Jo dey dey pehli boli tau Usi k naam kar doun ga Mujhay bazaar walay keh rahy hain kam aqal tajir Suno logo, nahi khawahaa'n hiras ka main Nafa nuqsaan ki shatranj nahi main khailnay aaya Koi mujh ko kahay na manchala sa be-hunar tajir Bata paoun tumhain kaisay K kis tashveesh main houn main "Suno logo," bari mehboob hain mujh ko Ye mairi neem-tar aankhain Magar ab baich'ta houn k "Mujhay ek khawab ka tawaan bharna hay Inhain neelaam karna hay...